How to Add Bell Push Notification Icon on Blogger || Blogger Blog May Web Push Notification Bell Icon Kasay Enable Kare



How to Add Bell Push Notification Icon on Blogger || Blogger Blog May Web Push Notification Bell Icon Kasay Enable Kare - So Hlo! Guy's may Muhammad AhsaaN aapko welcome khata hu aajky iss interested article may aur may aaj aapko bataunga ga ky aap kasy apny Blogger may eek Web Push Notification Bell Icon laga sakty ho tu aap saab ko may jo jo steps bataunga ga aap saab ny usy follow karna hai aur dosto iss ka bohat he zyda fayda hai jis jis bandy ny aap ki WebSite py iss bell icon ki madat sy aap ko SUBSCRIBE kia ho us ky paas usi waqat aap ki new post ka notification chala jay ga aur iss tarha hai aap ki WebSite py traffic bii increase ho ga aur aap ki WebSite bii rank may ay gi.

Step 1

#1 ; bell icon lagany ky lia aap saab ko saab sy phly https://onesignal.com ki WebSite ko open karna hai aur account create karna ho ga



Step 2

#2 ; aab aap saab ko Add a New App per click karna hai, phir apni WebSite ka name enter karna ho ga aur create per click karna hai



Step 3

#3 ; dosto aab aap saab ky samany bohat zyda option show ho rahy hon gy, likin aap saab ny inn option may sy Web Push py click karna hai aur click karny ky baad next py click karna hai


Step 4

#4 ; aab aap saab ny integration may blogger ko select karna hai aap saab ko images bii dykhny ko mil jay gi



Dosto aab aap saab ko apny Blogger ki details ko pur karna hai, Details may saab sy phly apny blog ka Name aur URL, dyna hai aur label ko fill krna hai aur bell waly option ko asa he rahny dy

Step 5

#5 ; aap saab ko Permission Prompt Setting may aad a prompt kar ky Bell Icon ka size ko aur position ko apny hesaab sy set kar ly aur aab aap ko nichy scroll kar ky save ky button py click karna hai

Step 6

#6 ; dosto aab aap saab ko aap ki app i'd mily gi aap ny usy notepad ya kahe aur save kar lyna hai

Step 7

#7 ; aab aap saab ny apny Blogger ky Dashboard may jana hai aur Layout option may jana hai aur eek new gadget per click karna hai aur HTLM/JAVASCRIPT wlay option py click karna hai aur copy kia howa code yahan per paste kar dyna hai finelly aap saab ko thorasa wait karna hai aur aap ky blogger/website py Push Notification Bell Icon on ho jay ga aur aap ki website py show bii hona start ho jay ga.

Thnks You...!


Ending Word's!
Tu dosto agar aap saab ko ya article acha laga tu yaar dyr kis baat ki jaldi sy share kar do taky aap ky dost bii kuch naya sikhy.

So Guy's I hope you will satisfied This Article Share Comment And Like this Article and also checkout my Facebook, Instagram account and YouTube channel.

Let me know if you Face
Any Problem so in the
Comment Box, Thnks You.
How to Add Bell Push Notification Icon on Blogger || Blogger Blog May Web Push Notification Bell Icon Kasay Enable Kare How to Add Bell Push Notification Icon on Blogger || Blogger Blog May Web Push Notification Bell Icon Kasay Enable Kare Reviewed by TechAhsaaN on March 21, 2019 Rating: 5

5 comments:

  1. Replies
    1. How To Add Bell Push Notification Icon On Blogger >>>>> Download Now

      >>>>> Download Full

      How To Add Bell Push Notification Icon On Blogger >>>>> Download LINK

      >>>>> Download Now

      How To Add Bell Push Notification Icon On Blogger >>>>> Download Full

      >>>>> Download LINK 22

      Delete
  2. We are really grateful for your blog post. You will find a lot of approaches after visiting your post. I was exactly searching for. Thanks for such post and please keep it up. Great work. Offshorededicated

    ReplyDelete

Powered by Blogger.